Chand Aur Piya By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat

Sajan ki lambi umar ke liye
Sajan ki lambi umar ke liye
Sato janam maine apne diye
Manga yahi jod ke apne hath
Manga yahi jod ke apne hath
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat

Dono ke ek sath darsan karu
Dono ke ek sath darsan karu
Pooja ke ye phul arpan karu
Taro ki aise nikle barat
Taro ki aise nikle barat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat

Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe..

Song Details
Movie
Aashik Aawara
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Tips Music
Singers
Sadhana Sargam
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Aashik Aawara

Aaj Abhi Isi Waqt
Amar Mera Suhag Rahe
Chand Aur Piya
Jai Jagdish Hare
Main Hoon Aashiq Aawara
Maine Pyar Kar Liya
O Sanam Tere Aashiq
Saat Suron Ke Sangam Se