Kal To Sunday Ki Chhuti By Rahul Dev Burman

Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai
Hummmm kya kaha tumne
Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai
Aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Har pal sunday samjo bas ishi baat ka rona hai
Subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sona hai

Mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi
Sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi
Mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi
Sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi
Vah ri kismat bhari jawani mein yeh sitam bhi hona hai
Rekhasubah muje jaldi uthana hai isley jaldi sojaao baba

Kabhi kabhi acha lagta hai meethe khawab aayen
Khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen
Kabhi kabhi acha lagta hai meethe khawab aayen
Khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen
Dhire dhire pyar ke dhage mein har khawab pirona hai
Are aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai

Chand raat ka yeh kehana hai ek baar to pyar se mil
Lakh na chahoon phir bhi teri baaton mein aajaye dil
Chand raat ka yeh kehana hai ek baar to pyar se mil
Lakh na chahoon phir bhi teri baaton mein aajaye dil
Jane teri batoon mein kya aisa jadu tona hai
Aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai..

Song Details
Movie
Agar Tum Na Hote
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Rekha (Bhanurekha Ganesan), Shailendra Singh
Lyricist
Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)

more lyrics from Agar Tum Na Hote

Agar Tum Na Hote
Dheere Dheere Zara Zara
Hum To Hai Chhui Mui
Kal To Sunday Ki Chhuti