Jaana Tune Jaana Nahin By Tushar Bhatia

Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, haila!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna, hailaa!

Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, haila!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna, hailaa!

Ho ho ho ho..
Allah allah yeh hua kya
Dekh ti ho iss nazar se
Aaj suraj ye kidar se
Yun nikhal pada!
Mein tho uhi ban rahi thi
Varna tujh pe pehle din hi
Sun ke teri chikini baatein
Dil phisal pada!

Allah allah yeh hua kya
Dekh ti ho iss nazar se
Aaj suraj ye kidar se
Yun nikhal pada!
Mein tho uhi ban rahi thi
Varna tujh pe pehle din hi
Sun ke teri chikini baatein
Dil phisal pada!

Pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna
Hayee.. Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna

Ho..
Dekh zalim haal mera.. Mere khesu mera chehara
Tere bin hai sab andhera hayee kya karun
Dekh zalim haal mera.. Mere khesu mera chehara
Tere bin hai sab andhera hayee kya karun
Arey pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Arey pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, aha!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, haila!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna

Uimaa…
Bandu bol mera kya banega.. Kya banega
Aaaa…tujh ko tho chidiya milgayi
Aaaa…sone ki chidiya milgayi
Teri tho ban gaye yaara
Rehgaya mein khuwara
Rehgaya mein khuwara.. Mein khuwara.. Mein khuwara
Tujh ko tho chidiya milgayi
Hayee…sone ki chidiya milgayi
Sone ki chidiya milgayi
Sone ki chidiya milgayi..

Song Details
Movie
Andaz Apna Apna
Artist
Tushar Bhatia
Music Directory
Tushar Bhatia
Music Label
Tips Music
Singers
Debashish Roy, Behroze Chatterjee, Abhijeet Bhattacharya
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Andaz Apna Apna

Dil Karta Hai Tere Paas Aaoon
Do Mastane Chale
Eelo Ji Sanam
Jaana Tune Jaana Nahin
Shola Shola Tu Bhadake
Yeh Rat Aur Yeh Duri