Dupatte Kee Girah Me By Various Artists

Dupate ki girah me bandh lijiye
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Ye mana tum hasin ho najami ho
Mere dil me tum hi pardanashi ho
Kaha le jaogi tum aisi surat
Kabhi to hogi sathi ki jarurat
Mera dil hai ise sathi bana lo
Ise apni nigah me chupa lo

Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Mere dil se na ab daman bachao
Tumhe meri kasam hai tum pas aao
Mera dil pyar me duba huwa hai
Tumhari yad me khoya huwa hai
Mera dil aapse badhkar hasin hai
Hasino ki tarah katil nahi hai
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Jawani tak hai ye sare jhamele
Na honge aashiki ke phir ye mele
Karegi ye umar jab bewafayi
Chura legi najar sari khudayi
Mera dil hi tumhe dega sahara
Banega tufan me kinara
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega..

Song Details
Movie
Apne Huye Paraye
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Eros Music
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Apne Hue Paraye

Apne Hue Paraye
Bahar Banke Woh
Dupatte Kee Girah Me
Gagan Ke Chand Na Puchh Hamse
Kahi Aansoo Nikalte Hai
Maine Bulaya Aur Tum Aaye
Phir Koyi Muskaraya