Kadake Ki Sardi Hai By Various Artists

Kadake ki sardi hai bahar sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan
Ha bistar na chhodu na chhodu sajan
Laga kampne mera gora badan
Laga kampne mera gora badan
Ha bistar na chhodu na chhodu sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan

Piya sun pataka hu main phul chhadi
Yahi to hai apne milan ki ghadi
Piya sun pataka hu main phul chhadi
Yahi to hai apne milan ki ghadi
Baras jaau sawan ki banke jhadi
Bujha jaau iss dil ki bhadki agan
Kadake ki sardi hai haye haye
Kadake ki sardi hai bahar sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan

Yeh sona yeh chandi nahi chahiye
Yeh heere yeh moti nahi chahiye
Yeh sona yeh chandi nahi chahiye
Yeh heere yeh moti nahi chahiye
Yeh choli yeh chunri nahi chahiye
Mujhe chahiye mera banka sajan
Kadake ki sardi hai
Kadake ki sardi hai bahar sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan
Ha bistar na chhodu na chhodu sajan
Laga kampne mera gora badan
Laga kampne mera gora badan
Ha bistar na chhodu na chhodu sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan
Kadake ki sardi hai bahar sajan..

Song Details
Movie
Arjun Devaa
Artist
Various Artists
Music Directory
Ram Shankar, Gunvantraaj
Music Label
Universal
Singers
Jaspinder Narula
Lyricist
Rekha Mistri

more lyrics from Arjun Devaa

Kadake Ki Sardi Hai
Na Jaoongi Bihar U.P
Oi Oi Oiya
Teri Tor Soni
Sawan Aayo Re