Na Hoti Dosti Tumse By Rahul Dev Burman

Na hoti dosti tumse na duniya ko jalan hoti
Na bante pyar ke dusman
Na sine me chhuban hoti
Na hoti dosti tumse na duniya ko jalan hoti
Na bante pyar ke dusman
Na sine me chhuban hoti

Jo nikle band kamre se
Jamane ki uthi ankhe
Jo nikle band kamre se
Jamane ki uthi ankhe
Isara karke dono ko tano me hui bate
Na hamko dekhta koi
Na ankho me agan hoti
Na bante pyaar ke dusman
Na sine me chhuban hoti

Mohabbat samjh hai dilo ki
Samajhti kyu nahi dunia
Mohabbat samjh hai dilo ki
Samajhti kyu nahi dunia
Hamesha chahane walo se
Ulajhti kyu hai dunia
Mita deti jo nafrat
To ye dunai chaman hoti
Na bante pyaar ke dusman
Na sine me chhuban hoti

Jamane me hua charcha
Nigaho se dil ke baiya par
Jamane me hua charcha
Nigaho se dil ke baiya par
Tera nam aane laga hai
Mere sath sabki jubaa par
Agar haum jamane se darte
Na puri ye lagan hoti
Na bante pyaar ke dusman
Na sine me chhuban hoti
Na hoti dosti tumse na duniya ko jalan hoti
Na bante pyar ke dusman
Na sine me chhuban hoti..

Song Details
Movie
Awara Baap
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Lyricist
M. G. Hashmat

more lyrics from Awara Baap

Bin Manjil Ka Raahi
Dil Ke Dushman
Jamuna Ke Jal Me
Kori Kori
Na Hoti Dosti Tumse
Teri Umar
Umar Sari