Raat Rangeeli Chamke By Omkar Prasad Nayyar

O raat rangeeli chamke taare
Aaja sajanwa prem dware

Raat rangeeli chamke taare
Aaja sajanwa prem dware
Raat rangeeli hoye

Mere mann me aaja ik pyar ki
Dunia ban ke sajna

Mere nain sama ja khwab sunahra ban ke sajna
Lagi tose preet gaau mai geet
Lagi tose preet gaau mai geet
Mere mann ki meet aa ga

Raat rangeeli chamke taare
Aaja sajanwa prem dware
Raat rangeeli hoye

Chale mast pawan ik nasha sa chhaye sajna sajna
Meri ankhiyan phir bhi nind na aaye sajna sajna

Nahi bite rain tarse ye nain
Nahi bite rain tarse ye nain
mera ban ke chain aa jaa

Raat rangeeli chamke taare
Aaja sajanwa prem dware
Raat rangeeli hoye

Mera machle jiya ik bat na meri mane sajna
Mere dil ki batiya haye koi kya jane sajna

Gale baiyya dar mann dungi haar
Gale baiyya dar mann dungi haar
Mera tu singar aa jaa

Ho raat rangeeli chamke taare
Aaja sajanwa prem dware

Raat rangeeli chamke taare
Aaja sajanwa prem dware
Raat rangeeli hoye..

Song Details
Movie
Baap Re Baap
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

more lyrics from Baap Re Baap

Ab Yeh Bata Jaayen
Jaane Bhi De Chhod
Kahe Dil Yeh Deewana
Phool Se Gaalon Pe
Piya Piya Piya
Raat Rangeeli Chamke
Tu Na Bata Humein
Tum Na Aaye
Daal Kaise Gale
Deewana Dil Gaaye
Main Bhi Jawan