Zindagi Haseen Hain By Kishore Kumar

Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Hath me leke hath tu sathi ban ja
Dunia ke gam ko tu dil se bhula
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura

Kah raha hai tujhse ye mosam bahar ka
Dhakano ke saj pe ga nagma pyar ka
Kah raha hai tujhse ye mosam bahar ka
Dhakano ke saj pe ga nagma pyar ka
Jawa dilo pe cha gaya jawani ka nasa
Tujhpe jo luta hai aj us pe dil luta
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Hath me leke hath tu sathi ban ja
Dunia ke gam ko tu dil se bhula
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura

Rangin yad kar gayi mahak uthi fiza
Mahfil ki jan ban gayi teri hasin ada
Rangin yad kar gayi mahak uthi fiza
Mahfil ki jan ban gayi teri hasin ada
Sabhi ke dil pe raz hai tera aye dilruba
Teri har ek ada pe dil ho gaya fida
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura
Hath me leke hath tu sathi ban ja
Dunia ke gam ko tu dil se bhula
Zindagi hasin hai, jhum jhum ja
Khusiya manale gunguna tu muskura..

Song Details
Movie
Badhti Ka Naam Dadhi
Artist
Kishore Kumar
Music Directory
Kishore Kumar
Music Label
Saregama
Singers
Bhupinder Singh, Kishore Kumar
Lyricist
Irshad Kamil

more lyrics from Badhti Ka Naam Dadhi

Badhti Ka Naam Daadhi
Bhole Re Sajan
He Gori Banki Chori
Phir Suhani Shyaam Dhalee
Sun Chache Bol Bhatije
Yeh Jawani Din Chaar
Zindagi Haseen Hain