Kya Cheez Yeh Mohabbat By Various Artists

Kya cheez hai mohabbat ye, jara hame bhi samjhana

Dil puchta hai tumko pata hai
Dil puchta hai tumko pata hai
Ye raz kya hai hamko batlana

Tu hai hasi dil tujhpe aya hai tu apna bana le
Ankho me apni mai to ek sapna tu mujko sajale

Ishk mohabbbat pyar is dunia ki rasme batlana
Kya cheez hai mohabbat ye, jara hame bhi samjhana
Dil puchta hai tumko pata hai
Ye raz kya hai hamko batlana
Kya cheez hai mohabbat ye, jara hame bhi samjhana

Dil ki kitab tune to padi hogi mujhko padade
Ankho ki bhasa maine to sikhi nahi mujhko sikhade

Ched ke dil ka tar kabhi tu yar mere na tadpana
Kya cheez hai mohabbat ye, jara hame bhi samjhana
Dil puchta hai tumko pata hai
Ye raz kya hai hamko batlana
Kya cheez hai mohabbat ye, jara hame bhi samjhana

Thahro jara tumko pada dungi mai kachi nahi hu
Mai pyar karna pal me sikhadungi mai kachi nahi hu

Badi inayat yar tumko man gaya hai diwana..

Song Details
Movie
Balwaan
Artist
Various Artists
Music Directory
Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Music Label
Venus
Singers
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Lyricist
Dev Kohli

more lyrics from Balwaan

Assa Dil Tere Kadamach
Dhin Tak Dhin Tak
Dip Dip Dip Umar Hai Solah
Kya Cheez Yeh Mohabbat
Raat Kal Tumhari Mujhe