Ek Chadar Do Sonewale By Anand Milind

Ek chadar do sonewale, ek chadar do sonewale
Upar se yeh sardi bedardi, kaise raat bitaaye
Ek chadar do sonewale, ek chadar do sonewale
Upar se yeh sardi bedardi, kaise raat bitaaye
Ek chaadar do sonewaale
Sun lo meri arji bedardi aao ik ho jaaye

Koyi jatana batlaao yeh uljhan suljhaao
Aise na ghabraao baahon mein aa jaao
Koyi jatana batlaao yeh uljhan suljhaao
Aise na ghabraao baahon mein aa jaao
Na baaba na baaba mujhe lagata hai darr
Koyi bhi nahi hai yahaan jaane jigar
Theharon tum kuchh der jara, aisi kya hai juldi
Ik sofa do sonewale, ik sofa do sonewale
Upar se yeh sardi bedardi, kaise raat bitaaye

Aisi raat na hogi phir yeh baat na hogi
Khud ko yaar sambhaalo mushkil mein mat daalo
Aisi raat na hogi phir yeh baat na hogi
Khud ko yaar sambhaalo mushkil mein mat daalo
Aisa mauaka phir hamein milega kahaan
Abhi toh padi hai saari umar jawaan
Karo shukriya mausam ne mushkil toh had kar di
Ik takiya do sonewale, ik takiya do sonewale
Upar se yeh sardi bedardi, kaise raat bitaaye
Ek chadar do sonewale, ek chadar do sonewale
Sun lo meri arji bedardi aao ik ho jaaye..

Song Details
Movie
Betaaj Badshah
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Tips Music
Singers
Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)
Lyricist
Sameer

more lyrics from Betaaj Badshah

Chudiya Bajaayungi
Ek Chadar Do Sonewale
Hansi Hansi Mein Kabhi Dil
Kabhi Mushkil Mein Hai Dil
Khamsosh Hai Yeh Lab
Koi Aashiq To Koi Deewana
Maine Tujhe Dil Diya
Pyaar To Ek Imtihaan Hai
Pyar Aankhon Ka Darpan