Aaiyena Kasam Se By Bappi Lahiri

Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se

Na na na na na na na na na na
Bachke kaha jaoge tum jane nahi paoge tum
Meri wafa ka hai dawa
Na na na na na na na na na na
Ulfat tumse karti hu mai
Sache dil se marti hu mai
Samjho na isko dikhawa
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se

Na na na na na na na na na na
Picha nahi chodungi dil se dil ko jodungi
Maine te dil me hai thani
Na na na na na na na na na na
Teri manjuri ki deri
Hogi to bas teri meri ye chanchal jawani
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai..

Song Details
Movie
Bewafai
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
EMI Music
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

more lyrics from Bewafai

Aaiyena Kasam Se
Ek Nazar Bas Dekhe
Hum Apni Wafa
Lachakta Jism Jalte Lab
Piya Aa
Shukriya Dil Diya