Mere Seene Se Lag Ja By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Tune kiya tha vaada abb na badal irada
Tune kiya tha vaada abb na badal irada
Vaade se na mukar tu haan karde
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke

Baimaan mere jee mein tu jaan banke rah ja
Baimaan mere jee mein tu jaan banke rah ja
Kuchh roj aur dil ka mahemaan banke rah ja
Na ja khali yeh dil ka makaan karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke

Dil ko chura ke ab tu aankhe chura raha hai
Dil ko chura ke ab tu aankhe chura raha hai
Main paas aa rahi hoon tu door ja raha hai
Na ja mushkil mein meri jaan karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke

Us dillagi me maine,
Us dillagi me maine dil muft me jalaya
Us dillagi me maine dil muft me jalaya
Jalane ka haaye mujhko kuchh bhi maja na aaya
Sare da ka hua bas dhua karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke
Tune kiya tha vaada abb na badal irada
Vaade se na mukar tu haan karde
Mere seene se lag ja tu tha karke
Mere seene se lag ja tu tha karke..

Song Details
Movie
Bhrashtachar
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Alka Yagnik
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Bhrashtachar

Mere Seene Se Lag Ja
Oont Wali Se Jo Karo
She Is My Girl Friend
Tere Naina Mere Naino Se