Raat Ne Rang Jamaya Ha By Rahul Dev Burman

Ye rat ne rang jamaya hai naya khiladi aya hai
Pahla daw lagaya hai mera dil ghabraya hai
Rat ne rang jamaya hai naya khiladi aya hai
Pahla daw lagaya hai mera dil ghabraya hai
Mai thi aj ke khel me kise kon kise kon takrata hai
Kiska kon lagata hai
Begam gulam badsah kon banata hai tum tumtum
Teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai

Kaho tumhara khyal hai kaho kya hal hu
Puch raho hu kamal hai chalo tumhari chal hai
Kaho tumhara khyal hai kaho kya hal hu
Puch raho hu kamal hai chalo tumhari chal hai
Der se aye ya jaldi sapka number ata hai
Ye tash tash kon lagata hai
Begam gulam badsah kon banata hai tum tum tum
Teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai

Kisi pe kya ilzam hai ye khel yuhi badnam hai
Sara uska kam hai kismat jiska nam hai
Kisi pe kya ilzam hai ye khel yuhi badnam hai
Sara uska kam hai kismat jiska nam hai
Koi jit jata hai koi har jata hai
Hisab kon lagata hai
Begam gulam badsah kon banata hai tum tum tum
Teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai
Tu kahe ghabrata hai..

Song Details
Movie
Chalta Purza
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Chalta Purza

Are Aa Gaye Hum Dildaar
Baby Ghar Chalo
Band Lifafe Mein
Raat Ne Rang Jamaya Ha