Is Nadi Ko Mera By Raj Kamal

Is nadi ko mera aaina man lo
Is nadi ko mera aaina man lo
Ki mohabbat ka bahta nasha jan lo

Trango me dhadkan larjta jigar
Rakash kar de kamal thar tharata bhawar
Trango me dhadkan larjta jigar
Rakash kar de kamal thar tharata bhawar
Ye ji ke kisi ki tamanna na ho
Kahi aap ke hatho tannha na ho

Is roopak ko mera aaina man lo
Ankahe raj ki dasta jan lo
Is nadi ko mera aaina man lo

Bani doriyo par saji zindagi
Issaro par chhadti utariti zindagi
Hawao ko itni izazat na do
Ki oro ka sabar toda karo
Is nadi ko mera aaina man lo
Ki mohabbat ka bahta nasha jan lo
Is nadi ko mera aaina man lo..

Song Details
Movie
Chashme Buddoor
Artist
Raj Kamal
Music Directory
Raj Kamal
Music Label
Saregama
Singers
Haimanti Sukla, Shailendra Singh
Lyricist
Indu Jain

more lyrics from Chashme Buddoor

Is Nadi Ko Mera
Kahan Se Aaye Badraa
Kali Ghori Dwar Khari