Main Hoon Pari Adaaon Bhari By Datta Naik

Main hoon pari adaaon bhari
Ho main hoon pari adaaon bhari
Aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main waha
Chalne na paoge sath
Main hoon pari adaaon bhari
Aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main waha
Chalne na paoge sath

Sabko lubhati hoon main masti luta tu hoon main
Sabko lubhati hoon main masti luta tu hoon main
Rato ki ronak liye aati hoon jati hoon main
Rato ki ronak liye aati hoon jati hoon main
Takte raho kabhi mat kaho
Takte raho kabhi mat kaho
Mujhse kahne ki bat
Main hoon pari adaaon bhari
Aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main waha
Chalne na paoge sath

Rango ki rani hoon main tapti jawani hoon main
Rango ki rani hoon main tapti jawani hoon main
Chalti rahe jo sada aisi kahani hoon main
Chalti rahe jo sada aisi kahani hoon main
Thahre nahi ye bijli kahi
Thahre nahi ye bijli kahi
Failaye lakho ne hath

Main hoon pari adaaon bhari
Aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main waha
Chalne na paoge sath..

Song Details
Movie
Chehre Pe Chehra
Artist
Datta Naik
Music Directory
Datta Naik
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Sahir Ludhianvi

more lyrics from Chehre Pe Chehra

Aaj Socha Hai
Jaam Le Jaam Pakad
Main Hoon Pari Adaaon Bhari