Raat Nashili Rang Rangeeli By Omkar Prasad Nayyar

Raat nashili rang rangili mast hawa
Ja mere chanda unko kahi se dundh ke la
Raat nashili

Raat nashili rang rangili mast hawa
Ja mere chanda unko kahi se dundh ke la
Raat nashili

Unke ke liye ye rup suhana
Pyar ki daulat dil ka khajana
Unke ke liye ye rup suhana
Pyar ki daulat dil ka khajana
Hasana gana aur balkhana
Hasana gana aur balkhana
Zulf mahekati chal bahekati shuk ada
Ja mere chanda unko kahi se dundh ke la
Raat nashili

Raat nashili rang rangili mast hawa
Ja mere chanda unko kahi se dundh ke la
Raat nashili

Unse kahna chain na aaye
Yaad tumhari dil ko sataye
Unse kahna chain na aaye
Yaad tumhari dil ko sataye
Chanchal raina biti jaye
Chanchal raina biti jaye
Dekh sajanwa pyar ka vada bhul na ja
Ja mere chanda unko kahi se dundh ke la
Raat nashili

Raat nashili rang rangili mast hawa
Ja mere chanda unko kahi se dundh ke la
Raat nashili..

Song Details
Movie
Chhoo Mantar
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

more lyrics from Chhoo Mantar

Aaja Re Aaja Na Sata Re Piya
Aankh Mein Surat Teri
Gareeb Janke Hamko
Gham Nahin Kar Muskura
Gori Gori Raat Hai
Humane Jab Dil Tha Diya
Jab Badal Lehraya
Main To Banke Naino Wali
Raat Nashili Rang Rangeeli