Aye Duniya Tujhko Salaam By Various Artists

Aye dunia tujhko salam
Tune mera nam bhula diya tha
Aye dunia tujhko salam
Tune mera nam bhula diya tha
Bhule se sahi tune mujhko yad kiya
Tera sukriya
Tera tera tera sukriya
Tera tera tera sukriya

Geet koi ga ke sunata hu mai
Aaj tujhe nach ke manata hu mai
Geet koi ga ke sunata hu mai
Aaj tujhe nach ke manata hu mai
Tere waste badla rup ye
Tere waste badla rup ye
Ban gaya dekh mai bahrupiya
Aye dunia tujhko salam
Tune mera naam bhula diya tha

Apna nahi begana kaha
Tune mujhe deewana kaha
Apna nahi begana kaha
Tune mujhe deewana kaha
Iska gum nahi ye bhi kam nahi
Iska gum nahi ye bhi kam nahi
Tune mujhko koi nam to diya
Aye dunia tujhko salam
Tune mera nam bhula diya tha

Teer pe teer chalaye ja
Chot pe chot lagaye ja
Teer pe teer chalaye ja
Chot pe chot lagaye ja
Gussa kam na kar mera gum na kar
Gussa kam na kar mera gum na kar
Mera kya hai mai jiya na jiya
Aye dunia tujhko salam
Tune mera nam bhula diya tha
Bhule se sahi tune mujhko yad kiya
Tera sukriya
Tera tera tera sukriya
Tera tera tera sukriya...

Song Details
Movie
Pyar Ka Mandir
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Pyar Ka Mandir

Aye Duniya Tujhko Salaam
Jhopad Patti Zindabad
Log Jahaan Par Rahate Hain
O Meri Jaan Meri Jaan
Pyar Ke Pahle Kadam Par