Zindagi Ek Dard Hai By Various Artists

Zindagi ek dard hai
Isse dawa ka kaam le
Zindagi ek dard hai
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hai
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hai

Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Phool chunkar log kaante
Phenk dete hain yahan
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hai

Iss jahan mein kyaa nahi
Insaan ko karna pada
Iss jahan mein kyaa nahi
Insaan ko karna pada
Jism jee se juda is jaan ko karna pada
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hai..

Song Details
Movie
Parivaar
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Venus Records
Singers
Neil Nitin Mukesh
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Parivaar

Aankhon Aankhon Mein
Cham Cham Chanda Hai
Koi Geet Banau Mera
Ram Bhakt Hanuman
Zindagi Ek Dard Hai