Jaan E Chaman Shola Badan By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Jane chaman shola badan, pehlu me aa jao
O mere dil mere hamdam, baho me aa jao
Hai jane chaman shola badan, pehlu me aa jao
Hai o mere dil mere hamdam, baho me aa jao

Madhosh hai jindagee, charo taraf bekhudee
Madhosh hai jindagee, charo taraf bekhudee
Thamo mujhe mai gira
Thamo mujhe mai gira , laheraye dil kee lagee
Jane chaman shola badan, pehlu me aa jao

O mere dil mere hamdam, baho me aa jao
Panee jo ham par gire, ek aag tan me lage
Panee jo ham par gire, ek aag tan me lage
Tumko khabar kya sanam
Tumko khabar kya sanam, kehte hai ulfat ise
O mere dil mere hamdam, baho me aa jao

Oye hoye jane chaman shola badan, pehlu me aa jao
Badal se barse nasha, bhigee huyee hai fija
Badal se barse nasha, bhigee huyee hai fija

Thandee hawa jab chale
Thandee hawa jab chale, kanpe hai dil kaa jiya
O mere dil mere hamdam, baho me aa jao
Hai jane chaman shola badan, pehlu me aa jao
Hai o mere dil mere hamdam, baho me aa jao
Mm mm mm mm……….
Jane chaman shola badan, pehlu me aa jao...

Song Details
Movie
Gumnaam
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Gumnaam

Hum Kaale Hain Toh Kya Hua
Ek Ladki Hai
Gham Chhodke Manao
Gumnaam Hai Koi
Jaan E Chaman Shola Badan
Jaan Pahechan Ho
Pee Ke Hum Jo Chale Aaye Hain