Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ye kya hai anda
Anda kaha se aaya murgi se
Murgi kaha se aayi ande se
Anda kaha se aaya murgi se
Murgi kaha se aayi ande se
Anda murgi anda murgi gadbad
Are ye to pagal hai

Pahle murgi
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan
Zara soch ke bataana
Jaise pahle gadaa kiska jhandaa
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Zara soch ke bataana

Har chehre pe naqli chehra
Naqli chehre pe jhoothi hansi
Are upar waale tere hi kaaran
Jaan meri mushkil mein phansi
Jaan meri mushkil mein phansi
Pahle murgi
Pahle murgi huyi thi ki anda
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Zara soch ke bataana

Ek akela aankh dikhaayi
Mahfil mein aake dikhaate ho kya
Aji jaan gaya hoon dil me tumhaare
Uthte hain kaise kaise vichaar
Uthte hain kaise kaise vichaar
Phod doonga
Phod doonga tumhaara bhanda
Zara soch ke bataana
Zara soch ke bataana
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Soch ke batana

Pandit poocha ved mein dekha
Samajh me kuch bhi aa na saka
Duniya ka ye chakkar kya hai
Koyi hamen batla na sakaa
Koyi hamen batla na sakaa
Pahle murgi
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan haan
Zara soch ke bataana
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Soch ke bataana...

Song Details
Movie
Krorepati
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Krorepati

Aap Huye Mere Balam
Dekhne Waalo Tham Lo Dil Ko
Haye Sawan Ban Gaye Nain
Kaabul Ki Main Naar
O Ladke Badhte Badhte
O Meri Maina Are Sun Mera Kehna
O Sajana Na Puchh Mujhase
Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda
Saiyyan Na Chhedo Dil Ke Taar