Koi Pyar Ki Dekhe Jadugari By Naushad Ali

Koyi pyaar ki dekhe jaadugari
Gulfaam ko mil gayi sabzpari
Koyi pyaar ki dekhe jaadugari
Gulfaam ko mil gayi sabzpari

Dar aaj nahin hai qaatil kaa
Aasaan hai rastaa manzil kaa
Aaa aaa
Aaa aaa
Dar aaj nahin hai qaatil kaa
Aasaan hai rastaa manzil kaa
Nainon mein nayaa ik sapnaa hai
Ab saaraa zamaanaa apnaa hai
Aaa aaa
Nainon mein nayaa ik sapnaa hai
Ab saaraa zamaanaa apnaa hai
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Duniyaa hai hamaari pyaar bhari
Duniyaa hai hamaari pyaar bhari
Koyi pyaar ki dekhe jaadugari
Gulfaam ko mil gayi sabzpari

Aaa aaa
Aaa aaa
Ham pyaar ke panchhi mastaane
Koyi rang hamaare kyaa jaane
Aaa aaa
Aaa aaa
Ham pyaar ke panchhi mastaane
Koyi rang hamaare kyaa jaane
Nahin ek thikaanaa jeewan mein
Kal qaid mein the ab gulshan mein
Aaa aaa
Nahin ek thikaanaa jeewan mein
Kal qaid mein the ab gulshan mein
Aaa aaa
Aaa aaa
Taqdeer ki hai sab kaarigari
Taqdeer ki hai sab kaarigari
Koyi pyaar ki dekhe jaadugari
Gulfaam ko mil gayi sabzpari
Koyi pyaar ki dekhe jaadugari
Gulfaam ko mil gayi sabzpari...

Song Details
Movie
Kohinoor
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Kohinoor

Chalenge Teer Jab Dil Par
Dhal Chuki Shame Gham
Dil Mein Baji
Do Sitaron Ka Zameen Par
Jadugar Qatil
Koi Pyar Ki Dekhe Jadugari
Madhuban Mein Radhika Nache
Tan Rang Lo Ji
Yeh Kya Zindagi Hai
Zara Man Ki Kewadiya Khol