Dil Ki Pareshaniya By Roshanlal Nagrath (Roshan)

Dil ki pareshaniya, ishq ki veeraniya
Koun sunega meri, dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan

Dil ko mere tod ke, saath mera chhod ke
Tune to sab paa liyaa, mein ne gawayaan jahaan
Dard bhari dastaan

Dil mein teri yaad hai, phir bhi yeh barbaad hai
Dil mein teri yaad hai, phir bhi yeh barbaad hai

Tu hi bata de mujhe, mein hun kahaan, tu kahaan
Mein hun kahaan, tu kahaan, dard bhari dastaan

Dil ki pareshaniya, ishq ki veeraniya
Koun sunega meri, dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan

Teri nazar kya phiri, phir gayi taqdeer bhi
Teri nazar kya phiri, phir gayi taqdeer bhi

Rone lagi zindagi, hans ne laga aasmaan
Hans ne laga aasmaan, dard bhari dastaan

Dil ki pareshaniya, ishq ki veeraniya
Koun sunegaa meri, dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan...

Song Details
Movie
Hum Log
Artist
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Directory
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil

more lyrics from Hum Log

Apni Nazar Se
Baahe Ankhiyon Se
Bahut Bura Hai Haal
Chali Ja Chhod Ke
Chhun Chhun Chhun Baaje
Dil Ki Pareshaniya
Ek Din Tera Zamana
Kaha Chali Kaha Chali