Fifi By Mikey Mccleary

Jaata kahaan hai deewane
Sab kuch yahan hai sanam
Baaki ke saare fasaane
Jhoote hain teri kasam

Fifi, kuch tere dil mein fifi
Fifi, kuch mere dil mein fifi
Zamaana hai bura…

Saiyyad hai tu magar
Mujhko na yun tann ke dekh
Nadaan zara ek baar
Qaidi mera ban ke dekh
Maano maano meri baat
Hai yeh pehli mulaqaat
Maano maano meri baat

Dekho pehlu se uth ke hai jaana bura
Jata kahan hai diwane
Sab kuch yahaan hai sanam
Baaki ke saare fasaane
Jhoothe hain teri kasam

Fifi, kuch tere dil mein fifi
Fifi, kuch mere dil mein fifi
Zamaana hai bura....

Song Details
Movie
Bombay Velvet
Artist
Mikey Mccleary
Music Directory
Mikey Mccleary
Music Label
Fox Star Hindi
Singers
Suman Shridhar

more lyrics from Bombay Velvet

Aam Hindustani
Behroopia
Darbaan
Dhadaam Dhadaam
Ka Kha Gha
Naak Pe Gussa
Shut Up
Sylvia
Fifi
Mohabbat Buri Bimari