Jay Jaykara By M. M. Keeravani

Kya kabhi ambar se,
Surya bichhadta hai,
Kya kabhi bin baati,
Deepak jalta hai…

Kya kabhi ambar se,
Surya bichhadta hai,
Kya kabhi bin baati,
Deepak jalta hai…

Kaisi hai ye anhoni,
Har aankh huyi nam,
Chhod gaya jo tu,
Kaise jiyenge hum.

Tuhi kinara,
Tuhi sahara,
Tu jag sara,
Tuhi humara sooraj,
Tuhi taara.

Jai jaikara, jai jaikara
Swami dena saath humara
Jai jaikara, jai jaikara
Swami dena saath humara

Jahan-jahan tere paaon padey,
Woh dharti ambar ho jaye,
Jaane ye kaise maya,
Maya hai teri…

Tu nirbal chaabal hai,
Swami rakhwala hum sab ka,
Usko kya hai darr hai,
Jispe chhaya hai teri..

Kan-kan mein hai khushhaali,
Jhoome hai daali-daali,
Hum pyason pe jo rim-jhim barse,
Hai baadal se,
Tuhi woh amrit ki dhaara…

Jay jaykara, jay jaykara,
Swaami dena saath hamara
Jay jaykara, jay jaykara,
Swaami dena saath hamara...

Song Details
Movie
Baahubali 2: The Conclusion (2017)
Artist
M. M. Keeravani
Music Directory
M. M. Keeravani
Music Label
Zee Music Company
Singers
Kailash Kher
Lyricist
Manoj Muntashir

more lyrics from Baahubali 2 – The Conclusion

Jay Jaykara
Jiyo Re Bahubali
Shivam
Soja Zara
Veeron Ke Veer Aa