Pyar Itna Na Kar By Bappi Lahiri

Pyar itna na kar
Yeh dil jaata hai bhar
Yun na ho dekho na, khud ko hi ham aise
Pyar itna na kar
Yeh dil jaata hai bhar
Yun na ho dekho na, khud ko hi ham aise

Pyar itna na kar
Yeh dil jaata hai bhar

Karwat karwat sadiyaan guzri
Urrte lamhe ko kya ginna
Tere kaandhe jag ho bana kar
Aankhain kholain sapne bunna
Zindagi dain bita aik ghar mein ham

Pyar itna na kar
Yeh dil jaata hai bhar

Itni aage ham hain nikle
Duniya peeche reh si gai hai
Un ke qadmon se chalne ki
Aadat apni choot gai hai
Meethi si yaad bhar tan bethe hain ham

Pyar itna na kar
Yeh dil jaata hai bhar
Yun na ho dekho na, khud ko hi ham aise
Pyar itna na kar
Yeh dil jaata hai bhar
Pyaaar..

Song Details
Movie
A Flat
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappa Lahiri
Music Label
T-Series
Singers
Shreya Ghoshal
Lyricist
Virag Mishra

more lyrics from A Flat

Chal Halke Halke
Dil Kashi
Meetha Sa Ishq
Pyar Itna Na Kar