Pyar Me Wo

Pyar Me Wo
Pyar Me Wo Hame Rusva kar Gaye.Khush the Akele Lekin,Dard Wo De Gaye,Jee Lete Hum Tute Dil K Saath,Par Wo Dil K Tukde bhi Saath Le Gaye..
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     897 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

geele kagaz ki tarah hain zindagi apni, koi jalata bhi nahin koi bahata bhi nahin, is qadar hain akale rahaon mein dil ki, koi bulata bhi nahi koi batlata bhi nahin
Unse najar kya mili rosan fizain ho gyiAj Jana pyar ki Jadugari kya chij heHum labo se keh na paye un se hal-e-Dil kbhi Or vo samje nhiK khamosi kya chij he
Pyar nahin karna tha humse, dillagi to na ki hoti, ae bewafa beech samundar mein lakar mara, ek kashti to di hoti.
Tujhe chahanewale kam na honge, waqt ke sath shayad hum na honge, chahe kisi ko kitana bhi pyar dena, magar tere yadoke HAKKDAR sirf HUM honge.
Jakham Aisa Diya Ke Koi Dwa Kaam Na Aayi Aag Aisilagai Ke Paani Se Bi Bhuj Naa Paayi Aaj Bhi Rote Hai Hum Unki Yaad Mein Jinhe Hamari Yaad Aaj Tak Naa Aayi
Roye He Bahut Tab Zara Karar Mila.Is Jaha Me Kise Bhala Sacha Pyar Mila.Guzar Rahi He Zindgi Imthan k Daur Se Pyase Labo ko Sada Ansu Ka Uphar Mila..
Woh toh apne dard ro rokar sunate rhe, Hmari tanhaiyon se ankhe churate rhe... Aur Hume BEWAFA naam mila, Kyonki Hum har dard muskura K chhipate rahe
Ek Waade Par Zindagi Tabah Kar Baithe,Hai Re Diwanagi! Ye Kya Gunah Kar Baithe,Ek Pyar Ki Arzoo Khathir Hum Apni Raton Ka Dhua Kar Baithe
Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar,Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?
Jab bhi tum pukaroge,hum daude chale aayenge.,kafan me lipte chita se uth kechale aayenge.,agar jal gaye to koi gum nhi dost,rakh banke hum udte chaleaayenge.
Hota Nhi Zakhm Mehsus Teri Talwar Ka Kyu Aj Teri Talwar Ki Dhar Km Hai Kuch Or Zakhm De Mujhko A Mere Dos tKyo Lgta Hai Aaj Tera Pyar Km Hai
KAANTO ka dard phoolon ki daali hi samjhe, phoolon ka dard baag ka maali hi samjhe,Yeh kaisi 'REET' banayee kudrat ne, Deepak ka dil jale or log diwaali smjhe.