khawab 1,mushkile

khawab 1,mushkile
khawab 1,mushkile hazar he Tanhayi-gam mere jiwan bhar k yar he Ab to dil maut k lie b taiyar hai kyoki is jiwan me sirf 1 bewafa se pyar he
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     828 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

aaj phr mazaar pe diya jala gya mujko jagakar jane kahan chala gya chori thi dunya ki khush rahega wo aanso gira k kabr pe mujko rula gya
Laut jati he duniya gam hamara dekhkar, jaise laut jati he lehren kinara dekhkar, tu kandha na dena mere janaze ko, kahi fir zinda na ho jau tera sahara dekhkar
Jo gham hai mere dil mein, kaise bayaa karu dhoop bhi jab sard ho to dil ghabraata hai dikhta nahi jo jakhm, use kya dawaa karu, hamdard ko jab dard ho to dil ghabraata hai
Zindagi Bitayi Humne Ibadat Me, Duaon Me Sabko Shaamil Kiya, Arzoo Ki Jab Khud Ke Liye, Khuda Se Hume Kuch Haasil Na Hua.
Jina chahte he magar Zindagi ras nahi aati Marna chahte he Magar Maut pas nahi aati Bahut udas he Hum is Zindagi se Kismat b tadpane se baz nahi aati..
Waqt guzrega hum bikhar jayenge, kon jane hum kidhar jayenge. Hum apki parchayi hai yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Naseeb Naseeb ki baat hoti hai, Khushiyo ki bhi kabhi shaam hoti hai. Mushkile u hi khatam nahi ho jaati hai, Iske piche bhi kisi ki fariyad hoti hai
Ye Aankhe Num Kyo-Hai... Ye-Dil Gumsum Kyo-Hai... Jise-Kabhi Paya He Nahi Use Khone Ka Gum Kyo-Hai…
Tanhai ko humdam ki zarurat hai,har zakhm ko marham ki zarurat hai,muddat se bechain hai ji apna,shayad ek naye gham ki zarurat hai
Umar Jalwo Mein Basar Ho Yeh Zaroori To Nehi Har Shabe Gham Ki Seher Ho Yeh Zaroori To Nehi Neend To Dard Key Bistar Pey Bhi A Sakti Hai, Unki Aaghosh Mei Sar Ho Yeh Zaroori To Nehi
Har jajbat ki juban nhi hoti,har nek aarju k liye dua nhi hoti.Muskan sajaye rakho to duniya hai sath, aansuo ko to aankho me bhi jagah nhi hoti.
Kua jaane kya khabar kiski lagi nazar, waadon ko chhod ke, kasmo ko tod ke wo kya bichad gayi, duniya ujad gayi, deepak hai low nahi, main to hu bus wo nahi, wo nahi…