Tu Hi Bata E

Tu Hi Bata E
Tu Hi Bata E Zindagi, Iss Zindagi Ka Kya Hoga, Ki Har Pal Marne Walon Ko, Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi
  

Jan, 25 2012     101 chars (1 sms)     916 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Wafaa Ka Naam Na Lo Yaaron Wafaa Dil Ko Dukhati Hai Sach Toh Yeh Hai Ki.Wafaa Ka Naam Lene Se,Phir Ek Bewafaa Ki Yaad Aati Hai.
Humne Mohabat me wafa Karte-Karte, Teri khatir zamane ko bhula diya, Khuda kare har khushi pao tum Jiski khatir tumne hume thukra diya.
bhula nahi pate hum unki yaadko. hamnehi to bida kiya unki barat ko. jahir na hone diya apne jasbat ko, akhir hum bhi to jante hai apne aapko
Kabhi-na-kabhi ye dil jarur rota hai,Jab koi apna mil-kar nazaro se dur hota hai.Sab se pahele roti hai ye aankhe,Q ki dil se jyada kasoor in ka hota hai.
Kabhi zindagi ke pannon ko ulat kar dekhiyega, Aapko ek shaksh yaad aayega, Bhool jaaoge zamane ke diye saare gham, Jab hamare saath guzara waqt yaad aayega.
meri chahat ne use khushi dedi badle me usne mujhe sirf khamoshi dedi khuda se dua mangi thi marne ki lekin usne bhi tadpane ke liye jindagi dedi
Na roke aaj humey koi, dard mein doob jaane de jitney bhi ansoo kaid hain, aaj unko bahaane de suna hai humney, pani ki dhaar se patthar bhi kat jate hain dekhenge, haal pe mere kya sang dil bhi pighal jatey hain…
Kisi ne hume aashiq kaha,Kisi ne hume diwana kaha.... In aankhon me aansu tab aaye,Jab apno ne hume begana kaha.
Fursat kise he jakhmo pe marham lagane ki,nigahe badal gayi apne aur begaane ki,tum na chhodna dosti ka saath kabhi,warna.tamanna na rahegi naye.dost banane ki.
Khwab dekhe nahin aur toot gaye, woh humse mile nahin aur rooth gaye, hum jagate rahe aur duniya soti rahi, ek baarish hi thi jo hamare saath roti rahi...
Dahakta he dil jab dekta hu kabi Lahu k sailab pe lhrati noto ki kastiya Hr murde me dikhta he apna aks muje Hr 1 ka jism ho chuka ghayal yaha.