Tujhe bhoolkar bhi

Tujhe bhoolkar bhi
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
  

Jan, 27 2012     154 chars (1 sms)     1247 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Yu dil se dil ko juda na kijiye, jara soch samajh kar ye faisla kijiye.. Agar aap ji sakte hai hamare bin, to hamare marne ki b zaroor dua kijiye...
Arzo thi kuch pal tanha rehne ki,par ashkon ki mehfil me a gye,jis mohabat pe haske chali gayi duniya saari,humko wahi ehsaas rula gyE
Teri yaad mai aasuo ka samandar bana liya, Tanhai ke saher mai apna ghar bana liya, Suna hai log pujte hai patther ko, Es liye dil apna patther bana liya.
sari umer apko pyar mile, jo dil me he woh hazaar bar mile, bichad jate hain milne k bad bi kuch log, janam janam na bichde esa aapko mile
Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko... Zakham to humne phulo se paaya hai.
Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan, Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida, Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida
Kaun Kise Dilme Jaga Deta Hai, Ped B Sukhe Patte Gira Deta Hai, Wakif Hai Hum Duniya K Riwazo Se, Dil Bhar Jaye To Har Koi Bhula Deta Hai.
Dil Or Ankh Dil Ne Kaha Ankh Se Dekha Karo Kam Dekhti Ho Tum Tarapte Hain Hum Ankh Ne Kaha Dil Se Socha Karo Kam Sochtay Ho Tum Barastay Hain Hum
Jabbi yaad karo pyr s karna,jab b muskurana dil khol k muskurana,jab b rona zara kam hi rona,magar jab kisika dil todna zara soch Ke.
Deta Raha Fareb Koi Sadgi K Sath, Itna Bada Mazak Meri Zindgi K Sath,Shayad Mili Saza Is Jurm Ki Muze,Tha Muze Pyar 1Ajnabi K Sath.!!!
Nikle jab aansu unki aankh se,Dil karta hai sari duniya jala dun,Phir sochta hun honge duniya mein uske bhi apne, kahin anjane mein mai use aur na rula dun.
Kadam yunhi dagmga gaye raaste se, warna sambhlna hum bhi jaante the, thokar bhi lagi to us pather se, jise hum apni zindagi maante the.