Mere Wajood mai

Mere Wajood mai
Mere Wajood mai kash wo utar jaye,Mai dekhoon Aaina aur wo nazar aaye,Wo ho samne aur Waqt thehar jaye,Ye zindagi us se yuhin dekhte huye guzar jaye.
  

Jan, 28 2012     149 chars (1 sms)     1246 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zahan Me unki Yadon K Saye Hai Aaj Fir Yadon K Badal Chaye Hai Wo Puchte H Mere Muskurane Ki Wajah Kese Kahe Ki Aaj Wo Fir Yad Aaye He.
Todna Hota Toh Rishta Hm N Banate Umid Na Hoti To Hm Spne Na Sjate Aitbar Kiya Hamne Apki Wafa Pe Bhrosa N Hota To dil Apke Hath Me N Thmate
Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake
Gehri ankho se jb aap dekte ho hume,Ghabra k hum nAzre jhuka lete h,Kaun milaye aapki ankho se ankhe,Suna he aap ankho se apna bana lete ho.
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti, Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti, Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan, Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
Mitha sa dard dil me utha tha abhi abhi, kya tumne mujhe yaad kiya tha abhi abhi, tumse mile hue gujar gaya hai zamana, par aisa laga jaise tum mile mujhe abhi abhi.
Mumkin nahi shayad kisiko samjh pana Samjhe bina kisi se kya dil lagana?Aasan hai kisiko yar banana Par bahut muskil hai kisika pyar pana..
Pyar ka naam maine suna hai magar Pyar kya hai yeh mujhe nahi hai khabar Par jana hai mujhe pyar ke us nagar Sang leke ek Pyra humsafar.
Pyar Me Tere Kuch Is Kadar Kho Gye Zamane Se Bekhabar Tere Dil Me So Gye Mat Uthana Ab Apne DilKi Goad Se Hum Sada k Liy Ab Tere Ho Gye..
usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diya,usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diyahumko to kya sari machhliyon ko bhi sharabi kar diya.
Mere khushiyonko jamane ki nazar lag gai Tum mere sath thi pariyonki nazar lag gai Aaj ro raha houn door hokar tumse Lagta hein mujhe muskurane ki saza mil gai