maangu bas tuje

maangu bas tuje
maangu bas tuje wo ibadat dede tere pyaar ke khazane se thodi si mohabat dedeya sath de muje umarbharka ya teqe dar par marne ki ijazat dede.
  

Jan, 30 2012     141 chars (1 sms)     845 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Waqt ke dayare se hum nikal na jaye.. aapke dil se kahin hum utar na jaye.. hum roz aapko yaad dilaya karenge.. warna kahin aap hume bhul na jaye
Manzil Bhi Kho Chuke Humsafar Bhi Nahin Raha Meri Kisi Bhi Duaa Main Sayad Asaar Hi Nahin Raha Jab Se Huyee Hai Dil Ko Khabar wo bichaddh raha hai mujhse Lafzoon Ko Jodnay Ka Tabse Hunaar Bhi Nahi Raha...
Pyaar jo kisi se karoge rusvai hi milegi.Vafa jitani bhi karoge burai hi milegi.Chahe kisi ko kitana hi apna banalo,jab bhi ankh khologe tanhai hi milegi.
Meri mohabbat ki saza bemissal di usne udaas rehne ki aadat daal di usne Maine jab b apna bnaana chaha usko Baato-2 me baat hi taal di usne.
Hr Phool Ko Raat Ki Rani Nhi Kehte Hr Kisi Se DiL Ki Khani Nhi Kehte Meri Aankhon Ki Nmi Se Smjh Lo Dos tQ Ke Hr Baat Ko Hm Zubani Nhi Kehte
Milay Na Tujhay Dukh Zindagi Mein, Phool Ki Tarha Mehkay To Zindagi Mein, Khush Rahay Too Sada, Dua Hay Meri, Koi Gham Na Bahtkay Teri Zindagi Mein
main akela kaha tera wajood ka saya sath hai.jawan raat mein chand chandni ke sath hai.Duriya kaha dur kar pati hai hume. sapno mein hi sahi tere hathon mein haath hai.
Kitne raate beet gai...Kitne din beet gae...Bus beeta nahi to...Yaadon ka wo pal...Wo guzra hua kal... Beeti nahi to aankho ki nami or aapki kami......
koi hai jo dua karta hai, apno me mujhe bhi gina karta hai, bahut khushnasib samjhte he khud ko, hum door rah ke bhi koai yaad kia karta hai
Sacha pyar na milta kabhi zindgi me / phir B hum jaise pagal pyar kiya karte hai/ vo kabhi to hamse pyar karenge /Bas isi baat ka intzaar kiya karte hai.
Na gujarna aaj ke din kisi masjid ke paas se, Kahi log chand samajhkar apna roja na tod de, Aur hokar khafa khuda tumse kahin, Husn banana chod de.
Tum mujhe kabhi dil kabhi aakhon se pukaro, Ye hothon ke taqaluf to zamane ke liye hain.