Waqt ke dayare

Waqt ke dayare
Waqt ke dayare se hum nikal na jaye.. aapke dil se kahin hum utar na jaye.. hum roz aapko yaad dilaya karenge.. warna kahin aap hume bhul na jaye
  

Feb, 01 2012     145 chars (1 sms)     1532 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tanha Chod Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho,Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,Ek Taraf Judai Ka Ghum Bhi Jari Hai,Aur Muskurane Ka Mashwara Bhi Dete
Waqt Mile To Hame Yaad Kar Lena, Pal Pal Na Sahi Din Me Ek Baar Kar Lena, Mana Ki Rishte Honge Aap Ke Hazaar, Par Hamare Liye Ek Pal Barbaad Kar Lena..
tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoon jo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon, amber pe hain lakhon tare chamakte ek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon
tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena is dunia se nhi apne dil se pooch lena aapke aas paas hi kahi rehte hai hum yaado se nhi to sath guzare lamho se pooch lena
Jawani agar diwani na hoti to jahan mein mohabbat nahi hoti. Ya tim timate sitarein na hote to raat itni suhani na hoti.
Raston pe na bheth k howa tang keregi Bichere howe logon ki sada tang keregi Mat toot k chaho use aagaz-e-safer main Bicherega jab woh tu ik ik ada tang keregi
Dilke rishte ka koi naam nahi hota.Mana ki iska kuch anjam nahi hota Agar nibhane ki chahat ho dono taraf tamam umar koi rishta naakam nahi Hota.
Mana Ki Tere Kabil Nahi Hai HumPar Hum Bhi Dil Me Armaan Rkte HaiTum Khush Rehna Har Pal Aaj K DinYe Is Pyari Subha Ka Paigam Rkte Hai
tughey bhool jane ki kooshashein kabhi kamyab na ho sakkein.Teri yaad shakh-e-ghulab thahri jo hawa chali tu lachak gaye
Anjan Sathi Ka Dil Ko intezar he Pyasi He Ye ankhe Dil Bekarar He Apka Sath Mil Jaye To Her Raah Aasan Ho Jaye Sayad isi Ehsas Ka Nam PyarH
Kisi 1 se Kro pyar itna ki Auro Se Pyar krne ki Gunjaish n Rahe Wo Muskura De Apko Dekhkar 1 Baar To Zindaji Se Phir Koi Khwahish na Rahe
Saath Humara pal bhar ka sahi, par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi