Santa to banta,"oye tu har sms mujhe do baar kyun bejhta hai". Banta" vo is liye, ki agar tujhe ek forward karna ho to dusra to tere paas rehna chahiye".
banta to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai. Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. banta= 1 biwi aur 3 bacche…