Banta puchhta hai "jab ek ladka aur ladki pyar karte hai to vo kiss kyo karate hai?" Santa bola "maaf kijiye ji muze pata nahi. mai is shahar me naya hu"
santa ki maa: Puttar tujhe yahan se jalandhar jane me to ek din laga par wapas aane me 3 din lag gae wo bhi nai car se? santa: Maa yeh car banane wale bhi pagal hai jane ke liye to 4 gear dete hai par aane ke liye 1 hi gear dete hai.
santa ko nadi paar jana tha,par samajh nahi aa raha tha kaise jaye.santa k nadi ke us paar banta dikhai diya.santa ne jor se pucha banta main us paar kaise ayun.Banta ne kaha tu us paar hi to hai.
A girl sitting in examination hall with sardar ji.. Girl- sardarji, mein tumhari nakal marloo..! Sardar- ahoo, tu meri nakal maar lay, fir mein teri asal maarta hu…