banta to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai. Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. banta= 1 biwi aur 3 bacche…
Ek truck dusre truck ko khinckar le ja rha tha, ye dekkar sardar haskar lotpot hoke gir pada, aur bola ek rassi ka tukda uthakar le jane ke liye 2-2 truck..
Santa to Pappu: Where's Sukhna Lake? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se bhi nikla karo. Pappu: Who's Banta? Santa: Pata nai. Pappu: Kabhi ghar me bhi raha karo.