Santa banta were in conversation on the beach : Santa :Praaji , Ise 'beach' kyo kaheete hai ? banta : Tumhe nahe pata ? Santa : Nahe pata. banta : Woh to Aasmaan aur Zameen ke beech mein hai esliye eesai beach kahete hai .
Santa - "why are all these people running?" Banta - "This is a race, the winner will get the cup." Santa - "If only the winner will get the cup, why are the others running?"
santa ko nadi paar jana tha,par samajh nahi aa raha tha kaise jaye.santa k nadi ke us paar banta dikhai diya.santa ne jor se pucha banta main us paar kaise ayun.Banta ne kaha tu us paar hi to hai.
Santa :- jaldi ek cold drink de, ladai hone wali hai.. Shop Keeper :- lo ! Shopkeeper :- jaldi ek or de, ladai hone wali hai... Shopkeeper :- lekin ladai kab hogi... Shopkeeper :-jab tu paise maangega tab
santa ki maa: Puttar tujhe yahan se jalandhar jane me to ek din laga par wapas aane me 3 din lag gae wo bhi nai car se? santa: Maa yeh car banane wale bhi pagal hai jane ke liye to 4 gear dete hai par aane ke liye 1 hi gear dete hai.