Santa to banta,"oye tu har sms mujhe do baar kyun bejhta hai". Banta" vo is liye, ki agar tujhe ek forward karna ho to dusra to tere paas rehna chahiye".
After bus accident.. man crying: mera hath kat gaya. bahut dard ho raha hai. santa: abey chup baith. wo dekh uska gala kat gaya, fir bhi chup-chaap pada hai..!!
Santa :- jaldi ek cold drink de, ladai hone wali hai.. Shop Keeper :- lo ! Shopkeeper :- jaldi ek or de, ladai hone wali hai... Shopkeeper :- lekin ladai kab hogi... Shopkeeper :-jab tu paise maangega tab