SMS Messages167 messages

Na muskurane ko ji chahta hai,Na aansu bahane ko ji chahta hai,Tumhari yaad mein aur kya kahe,Bas tumhare paas aane ko ji chahata hai...!
tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena is dunia se nhi apne dil se pooch lena aapke aas paas hi kahi rehte hai hum yaado se nhi to sath guzare lamho se pooch lena
Kisi ko kisi ke dil se nikala nahi jata, Paas bula ke phir dur bhagaya nahi jata,kyun samjte nahi hai ye log ki Pyar ek ehsas hai jo dil se hataya nahi jata.
Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai,Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai,Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke,Yu Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
Apna wo nahin jo paas aa gaya,paraya wo nahin jo door chala gaya,aane jane se nahin bante apne-paraye, apna to wo hai jo DIL me sama gaya..
Tu meri chahat hain, tu meri tamana hain, tu meri aarzoo hain, tu hi meri dua hain, tu hi mera dil ka sukoon hain, tujhe pane ki aas hain, tu hamesha mere dil ke paas hain, ab toh har pal yeh ehsaas hain, Ki tu mere liye kuch khaas hain.
Na Door Rehne Se Rishte Tut Jaate Hai,Na Paas Rehne Se Jud Jaate Hai,Ye To Ehsaas Ka Pakka Bandhan Hai,Is Liye Aap Hame, Aur Hum Aapko Yaad Aate Hai..
Us ajnabi mein yeh kaisi kashish hai,Ke hum uske paas kihche chale aate hain.Uski aankhon mein ye kaisi gehraayi hai,Ke hum un mein apne aap ko hi bhul jate hain.Uski baaton mein yeh kaisi nazaakat hai,Ke who raat din hamaare khayaalon mein rehte HAI
Na to yaado ko yaad rakhte hain..Na hi sapno ko saath rakhte hain...Hum to bus unko yaad rakhte hain..Jo hame dil ke paas rakhte hai..
Fir wahi fasaana afsaana sunati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
us rishte ka koi anjaam koi aagaaz nahi tha ada thi usme par mujh mein koi andaaz nahi tha kal maine poochha, uske paas koi raaz nahi tha aaj poochha usne aur mere paas alfaaz nahi tha
Zindagi mei kisi ka saath kaafi Hai Haatho mei kisi ka haath kafi hai Dur ho ya paas fark nahi padta Pyar ka to bas ehsaas hi kaafi Hai