SMS Messages100 messages

Sabi puchte hai ki hum muskurate kyu nahi,Humare zakhmo ko koi janta hi nahi,Hum tanha hai kitne ye hum hi jante hai,Hume gam honge itne koi manta hi nahi.
Hum yaad tumhein aaj bhi karte haiN subah-o-shaam Kya-kya khayaal jee se guzarte hain subah-o-shaam zakhm naye dil meiN ubharte hain subah-o-shaam Sadiyaa guzar gayii hain tumhein bewafaa hue Hum yaad tumhein aaj bhi karte haiN subah-o-shaam
ji bhar ke roye to karar paaya..is daur me kisne sachha pyar paaya..zindagi guzar rahi hai imtihano ke daur se..ek zakhm bhara nahin ki dusra taiyyar paaya.
nigahen mila ker kiya dil ko zakhmi,adaayen dikha ker sitam dha rahi ho,wafaoo ka khub badla diya hai,tadapta hua chod ker jaa rahi ho.
Dard se ubhre the hi ,ki fir zindegi pe cha gayi wo, kahin uska intekam pura na hua hoga, ki dard pe fir zakhm dekar hume,akela chod gayi wo
Na Dil Raha Zakhm Uthane K Kabil Na Hum Rahe Dil Lagane K Kabil Teri Yaadon Ne Diye Zakhm Aise Na Hamein Chora Muskuraane K Kabil
Majboor mohabbat jata na sake, Zakhm khate rahe kisi ko bata na sake.. Chahato ki had tak chaaha use. Sirf apna Dil nikaal kar use dikha na sake..
Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banana seekh lo. Harna toh hai hi maut ke hatho ek din, Filhaal zindagi ko jeena seekh lo dost
Mohabbat paane ke liye sou zakhm sehte hain, Yaar ke nashe mein doob jaane ko khudaai kehte hain.
Chhote se Dil k afsane bahut hai, Zindagi se zyada zakhm bahut hai, Maar dalti kab ki ye duniya. Par Dosto ki duao me Asar Bahut hai
Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume
Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume