SMS Messages404 messages

Ye zindagi hasin Hasil jo chahne se hr dua kabul hoti, khne ko to sb apne he, pr kash koi aisa hota, jise hmare dard se taklif hoti.
Pyar kaho to do Lafz,Mano to Bandagi,Socho to Zindagi,Karo to assan,Nibhao to mushkil,Bikhare to saara zamana,simta to Dard-e-dil....
Sabne Kaha Dosti ek dard hai, Humne kaha dard kabul hai, sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge, humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai...
Is sham ki tanhai se,is dard ki gahrai se ye dil kuch baat kar raha hai.Zara samjho in fizaon ki chubhan ko,aaj fir tumhe koi yaad kar raha hai ..
Tute khwabon ko sajana aata hai,ruthe dil ko manana aata hai,aap humare gam ko dekhkar pareshan na hona,hame to dard me bhi muskurana aata hai.
khusi ko dhundne se gam milte hai ye gam zindgi me hardam milte hai, jo dil ke sare dard baat le, aise payre LOG zindgi me kam milte hai .
Likhne se pehele salam karte hai, darde dil se paigam karte hai , ye mat samazana k bhvvl gaye hai, hum yad tumhe subah sham karte hai.
Na tasvir he apki jo deedar kiya jaye,Na aap pass ho jo pyar kiya jaye..Ye kaun sa dard diya he apne,Na kuch kaha jaye na apke bina raha jaye....
Kaise kahe unse ki pyar hai kitna,is nacheez ko unpar aitbar hai kitna,kuch nahi kehte kamosh hi rehte hai,par yeh dil hi janta hai dard hai kitna.
Maaza ata hai tumhe saatane me.Ruthe na koi,maza kya manane me.Ek tumhi se khushi hai zara si.Warna kya hai bedard zamane mein.
Chupke se koi dil me sama jata hai, jise hamko tadpane me maza ata hai, koi itna dard de jata hai, par kambakt dil ko usi par pyar ata hai.....
Mitha sa dard dil me utha tha abhi abhi, kya tumne mujhe yaad kiya tha abhi abhi, tumse mile hue gujar gaya hai zamana, par aisa laga jaise tum mile mujhe abhi abhi.