SMS Messages189 messages

Hawa k hath 1 arman bheja hai.rosni k zariye 1 paigam bheja hai.fursat mile to kubul kar lena is nachiz ne eid ka salam bheja hai. eid mubarak eid mubarak.
Ek muddat se jo khawab ban kar nazar me raha rooh ban kar vo mere badan me raha fana ho kar jise chaha tha dhadkano ne meri kareeb aa kar vo shask ajnabi sa raha
Raah asaan ho gayi hogi Jaan pehchaan ho gayi hogi Phir palat kar nigah nahi aayi Tujhpe qurbaan ho gayi hogi Teri zulfo ko chedti thi hawa Khud pareshan ho gay
Yeh mausam bhi kitana pyara hai. Karati ye hawayen kuch ishara hai. Zara samjho inke zasbaton ko ye keh rahi kisine dil se aapko pukara hai.
Subh ka har pal Zindagi de aapko Din ka har Lamha Khushi de aapko Jahan gum ki hawa chu ke bhi na gujare Khuda woh Jannat si Zamin de Aapko.
Chupkese chand ki roshni apko chu jaye.. Dherese hawa kuch keh jaye.. Dilse jinhe chahte ho unhe manglo khudase.. Hum dua karenge Kubul ho jaye
Apki yadon ki mehak in hawaon me hai, kuch apnapan sa in fizaon mein hai, khushiya chume apke kadam hardam, yehi sapna in nigaho me hai…
Bahut door hai humare ghar se, tumhare ghar ka kinara... par Hum hawaa ke har jhonke se puchh lete hain..., kya haal hai Tumhara....
Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar.... Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar....
Wo na Aye unki yad akar wafa karGai Unse milne ki tamanna Sukun tabah karGai Ahat hui socha asar Dua kar Gai Darvaja khola to dekha mazak Humse hawa kar gayi
Ek naam kya likha tera saahil ki ret par,Phir umar bhar hawaon se meri dushmani rahi.