SMS Messages102 messages

Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost thhey AASHIQ BANAYA Aap ne
Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost.
Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Dua karte hai hum sar jhukaye, Ae dost tu apni manzil ko paaye. Agar kabhi teri raho mein andhera aaye, Roshni ke liye khuda hum ko jalaye
Manzil ki tlash me nikle hai hum sbhi, Sbki Mnzil 1 ho ye mumkin nhi, Aise hi kisi mod pr bichad jaye jo kbhi, Ye mt smjhna apke sath hum nhi...
manzile bhe uski the, rasta bhe uska tha ,ek hum he akale the, qafila bhe uska tha...... saath saath rahane ke soch bhe uski thi, phir rasta badalne ka faisla bhe uska tha.
"Manzil unhi ko milti he Jinke sapno me jaan hoti he Pankh se kuch nhi hota he Hauslo se udaan hoti he."
Ab aur Manzile pane ki harsat nahi Kisi ke yad me mar jane ki fitrat nahi Aap jese dost jabse mile Kisi Aur ko dost banana ki jarurat nahi
Gam ke sgar me kabhi doob na jaana,Raho pe chal ke manzil na paao to tut na jana,Zindagi me agar kabhi "SMS" aur "DOST" ki kami mehsos ho toh,Hum zinda hai ye bhool naa jana.
Zindagi ek hasin khwab he,Har khwab ko Manzil nahi milti,Tut kar bikhar jate he wo Rishte,Jinhe koi Zanzir nahi milti.
Lafz aap do geet hum banayenge Manzil aap pao Rasta hum banayenge.khush aap raho khushiya hum dilayenge, aap bas dost bane raho Dosti hum nibhayenge.
Gam ke sagar mein kabhi dub na jana,raho pe chalke manzil na pao to tut na jana,zindgi mein agar dost ki kami mehsos ho to,hum zinda hain ye bhul na jana.