SMS Messages49 messages

Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai
Jaate jaate who koi achi nishani de gai, Umar bhar dauhra saku aisi kahani de gai, Kher hum to reh gaye pyase, Par hamari palko ko who paani de gai.
Woh mile humko kahani bankar Dil mein rahe pyar ki nishani bankar Hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar Woh aksar nikal jaate hai paani bankar
Aaten Jaaten Wo Humhe Nishani Degayi, Umarbhar Dohora Saku Aisi Kahani Degayi, Usse Mein Kuch Paa Saku Aisi Kaha Thi Ummeed, Shukar Hai Khuda Ka Wo Meri Aakhon Mein Paani Degayi.
Labon Pe Tabassum Tho Aankhon Mein Paani Yahi Hai Yahi Diljalon Ki Nishani Bathaoo Main Kya Aansoon Ki Haqeeqat Jo Samjho Tho Sab Kuch Na Samjhe Tho Paani
Meri Mayat Ko Jab Uthane Ki Bat Hogi, Har Ankh Se Ansu Ki Barsat Hogi, Aap Muskra Kar 1 Phool Rakh Dena Meri Hatheli Par, Jate Jate Apki Koi Nishani To Mere Sath Hogi
ye aansu b kambakht 1 paresani hai khushi or gum dono ki nishani hai samjhne walo k liye anmol or na samjhne walo kliyea sirf pani hai.
Waqt badla aur badli kahani h Sang mere haseen palo ki yaade purani h Na lagao mere jakh mo pe marhum Mere pas uski yahi ek nishani h
Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta,Badal Hai Wo Khokhla Jo Pani Nahi Rakhta,Ye Akhri Tasvir Akhri Khat Bhi Le Ja,Mai Bhul jane walo ki nishani nahi rakhta
Derd Se Hath N Milate To Kya Karte, Gam K Asu Na Bahate To Kya Kate, Usne Mange Thi Hamse Roshani Ki Dua, Khud Ko Na Jalate To Kya Karte.
Agar rakh sako to ek nishani hu me,Aur kho do to sirf ek kahani hu me,Rok paye na jisko ye sari duniya,Wo ek boond ankh ka pani hu me.
Who mil jate hai kahani bankar Dil me bas jate hai nishani bankar jinhe hum rakhte hai apni aakho me kyu nikal jate hai wo pani ban kar?