Aaja Ho Aaja from Anurodh Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Aaja ho aaja
Aaja ho aaja
Aaja ho aaja
Ke mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara
Mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara
Kahan se naa janey chala aaya, yeh mausam pyara pyara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
Aaja ho aaja………..

Tere raste pe mai ankhen bichhaye baitha hu
Tere intzar kee mai, dooniya sajaye baitha hu
Tere raste pe mai ankhen bichhaye baitha hu
Tere intzar kee mai, dooniya sajaye baitha hu
Dekhe teri najro ko bhaye, naa bhaye yeh najara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara

Tera mera pyar ek raz hee rehta toh achcha tha
Soz naa banta yeh, saz hee rehta toh achcha tha
Tera mera pyar ek raz hee rehta toh achcha tha
Soz naa banta yeh, saz hee rehta toh achcha tha
Janey kya hoga jab hoga yeh milan hamara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara

Dhadak raha hai dil, dilko mai kaise samjhau
Tujhse milu ya, mile bin yaha se chala jau
Dhadak raha hai dil, dilko mai kaise samjhau
Tujhse milu ya, mile bin yaha se chala jau
Aisa naa ho too yeh dil tode jamana hanse sara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
O mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara

Kahan se naa janey chala aaya yeh mausam pyara pyara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
Mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara
Aaja ho aaja
Aaja ho aaja..

Song Details
Movie
Anurodh
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Anurodh

Aaja Ho Aaja
Aap Ke Anurodh Pe
Aate Jate Khubsurat
Jab Dard Nahi Tha Sine Me
Tum Besahara Ho

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)