Shaam Gai Raat Aai from Shree 420 Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Shaam gai raat aai ke balam aaja
Shaam gai raat aai ke balam aaja
Taaron ki baraat aai ke balam aaja
Taaron ki baraat aai ke balam aaja
O balam aaja, o sanam aaja
O balam aaja, o sanam aaja
Shaam gai raat aai ke balam aaja

Raat aur din milan ki ghadi thi
Thandi-thandi saawan ki jhadi thi
Do dilon ne jo bandhe the bandhan
Do dilon ne jo bandhe the bandhan
Un men khoi, khadi main, khadi main
Yaad mulaaqat aai ke balam aaja
Yaad mulaaqat aai ke balam aaja
O balam aaja, o sanam aaja
O balam aaja, o sanam aaja
Shaam gai raat aai ke balam aaja

Meeche jo aankhen to teri suratiyaan
Cham-cham chamake jaise bijuriya
Pyaar bhare tere nainon ke rang men
Pyaar bhare tere nainon ke rang men
Pyaar bhare tere nainon ke rang men
Bheege man ki, chunariya, chunariya
Le ke barsaat aai ke balam aaja
Le ke barsaat aai ke balam aaja
O balam aaja, o sanam aaja
O balam aaja, o sanam aaja

Shaam gai raat aai ke balam aaja
Taaron ki baraat aai ke balam aaja...

Song Details
Movie
Shree 420
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Shree 420

Dil Ka Haal Sune Dilwala
Ichak Daana Beechak Daana
Mera Joota Hai Japani
Mud Mud Ke Na Dekh
O Janewale
Pyar Hua Iqrar Hua
Ramaiya Vastavaiya
Shaam Gai Raat Aai

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Dekho Na Jao (Boy Friend)
Salam Aap Ki Meethi (Boy Friend)