Chup Gaya Koi Re from Champakali Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

chhup gayaa koee re, door se pukaar ke
dard anokhe haye, de gayaa pyaar ke
chhup gayaa koee re, door se pukaar ke
dard anokhe haye, de gayaa pyaar ke

aaj hain sunee sunee, dil kee ye galiyaan
ban gayee kaante meree, khushiyon kee kaliyaan
aaj hain sunee sunee, dil kee ye galiyaan
ban gayee kaante meree, khushiyon kee kaliyaan
pyaar bhee khoyaa maine, sab kuchh haar ke
dard anokhe haye, de gayaa pyaar ke
chhup gayaa koee re, door se pukaar ke
dard anokhe haye, de gayaa pyaar ke

aakhiyo se neend gayee, manawaa se chain re
chhup chhup roye mere, khoye khoye nain re
aakhiyo se neend gayee, manawaa se chain re
chhup chhup roye mere, khoye khoye nain re
haay yahee to mere , din the singaar ke
dard anokhe haye, de gayaa pyaar ke
chhup gayaa koee re, door se pukaar ke
dard anokhe haye, de gayaa pyaar ke...

Song Details
Movie
Champakali
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Champakali

Aa Jao Rasiya Sawan Ke Din Aaye
Chup Gaya Koi Re
Ja Re O Makhanchor
Khuli Hawa Mein Dole Re
Na Jane Yeh Chanda
Naam He Mora Sai Baba
O Gwalan
O Ji Chodo Bhi Dupatta Mera
Tere Baadalon Ki

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)