Tu Ladki Mai Ladka from Do Ustad Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka tujhe
Dekh kaleja dhadka
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka

Nariyal ke ped tale aji
Chokri madras ki
Kali ho jaise kapas ki
Nariyal ke ped tale aji
Chokri madras ki
Kali ho jaise kapas ki
Ho hamse kare hai
Ched chad chokta punjab ka
Phul ho jaise gulab ka
Tu ladka mai ladki ladki
Tu ladka mai ladki tujhe
Dekh tabiyat fadki
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka tujhe
Dekh kaleja dhadka
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka

Dastan tere husn ki ari
Jab se suni punjab me
Aaya hu teri chanab me
Datan tere husn ki ari
Jab se suni punjab me
Aaya hu teri chanab me
Aji nam sunko aji apka
Aji chhod aayi madrasa mai
Khadi hu tere pas me
Tu ladka mai ladki ladki
Tu ladka mai ladki tujhe
Dekh tabiyat fadki
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka tujhe
Dekh kaleja dhadka
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka

Aankh hai teri sarbati
Ari morni si teri chal hai
Dil ne kaha ye kamal hai
Aankh hai teri sarbati
Ari morni si teri chal hai
Dil ne kaha ye kamal hai
Tu bhi kam nahi pura
Chodwhi ka chand hai
Tu ladka mai ladki ladki
Tu ladka mai ladki tujhe
Dekh tabiyat fadki
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka tujhe
Dekh kaleja dhadka
Tu ladki mai ladka ladka
Tu ladki mai ladka...

Song Details
Movie
Do Ustad
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Qamar Jalalabadi

Other Lyrics from Do Ustad

Aaka Ka Baaka
Aaya Tumpe Dil Aaya
Kyaalon Pe Mere Chhaae Hue
Nazron Ke Teer Maare
Rik Rik Tik Tik
Ruk Ruk Kahan Chali
Tere Dil Ka Makaan
Tu Ladki Mai Ladka

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)