Tere Dil Ka Makaan from Do Ustad Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Tere dil ka makan
Saiya bada aalishan
Bolo bolo meri jan
Hai kiraya kitna
Khali dil ka makan
Banke aaja mehman
Ye na pucho meri
Jan hai kiraya kitna
Tere dil ka makan
Saiya bada aalishan
Bolo bolo meri jan
Hai kiraya kitna
Khali dil ka makan
Banke aaja mehman
Ye na pucho meri
Jan hai kiraya kitna

Jadugar shokin bajaye
Mithi mithi been
Jadugar shokin bajaye
Mithi mithi been
Geet ched rangin liya
Mera chota sa dil chin
Teri bina ki ye tan
Saiya badi aalishan
Bolo bolo meri jan
Hai kiraya kitna
Khali dil ka makan
Banke aaja mehman
Ye na pucho meri
Jan hai kiraya kitna

Ched du aisa rag laga
Du tan man me ek aag
Ched du aisa rag laga
Du tan man me ek aag
Julf teri ke nag bhi jaye
Tadap tapap ke jag
Meri been ki tum ho
Jan mere jadu ki kaman
Ye na pucho meri
Jan hai kiraya kitna
Tere dil ka makan
Saiya bada aalishan
Bolo bolo meri
Jan hai kiraya kitna

Cheda aisa geet ke
Jaise jadu ka sangeet
Cheda aisa geet ke
Jaise jadu ka sangeet
Ek din ki pahchan ban
Gayi janam janam ki preet
Teri pahli pahli
Pahchan badi aalishan
Bolo bolo meri
Jan hai kiraya kitna
Khali dil ka makan
Banke aaja mehman
Ye na pucho meri
Jan hai kiraya kitna

Been machaye dhum
Tu nagan ban ke jhum
Aaj hamara raj hai kal
Kya hoga kya malum
Mujhko samjhi tu anjan
Apne premi ko pahchan
Ye na pucho meri
Jan hai kiraya kitna
Tere dil ka makan
Saiya bada aalishan
Bolo bolo meri
Jan hai kiraya kitna...

Song Details
Movie
Do Ustad
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Qamar Jalalabadi

Other Lyrics from Do Ustad

Aaka Ka Baaka
Aaya Tumpe Dil Aaya
Kyaalon Pe Mere Chhaae Hue
Nazron Ke Teer Maare
Rik Rik Tik Tik
Ruk Ruk Kahan Chali
Tere Dil Ka Makaan
Tu Ladki Mai Ladka

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)