Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho from Jis Desh Men Ganga Behti Hai Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Hai aag hamare sine me
Hum aag se khelte aate hai
Takrate hai jo is takt se mitti me mil jte hai
Tum se to patanga achha hai
Jo haste hue jal jata hai
Oye hoye hoye hoye
Wo pyar me mit to jata hai
Par nam amar kar jata hai
Par nam amar kar jata hai
Hum bhi hai tum bhi ho
Dono hai amne samne
Dekhlo kya asar kar diya pyar ke nam ne
Gate garajte sagar hai
Koi hamko bandh nahi paya
Oye hum mauj me jab bhi lagraye
Sara jag dar se tharraya
Hum choti si wo bund sahi hai
Seep ne jisko apnaya
Khara pani koi pi na saka
Ek pyar ka moti kam aaya
Ek pyar ka moti kam aaya
Hum bhi hai tum bhi ho
Dono hai amne samne
Dekhlo kya asar kar diya pyar ke nam ne

Kis phul pe marti hai dunia
Hai konsa fal sabse mitha
Naino se jo naina takraye to
Kon hara or kon jita
Ye dil ka kamal sab se sundar
Mehnat ka fal sabse mitha
Is pyar ki bazi me haskar
Jo dil hara wo sab jita
Jo dil hara wo sab jita
Hum bhi hai tum bhi ho
Dono hai amne samne
Dekhlo kya asar kar diya pyar ke nam ne

Itna sa jigar itna sa hai dil hai kya
Kya bat badi karne aaye
Kya paida hogi aag
Agar pathar se pathar na takraye
Nanha sa ye dil aankho me na ho to
Pal me andhera ho jaye
Itna sa dil tu dede agar
Sara jag tera ho jaye
Sara jag tera ho jaye
Hum bhi hai tum bhi ho
Dono hai amne samne
Dekhlo kya asar kar diya pyar ke nam ne

Jane kaisi ye mauje anjani
Dil me aayi jaise yad purani
Jane kaisi ye mauje anjani
Dil me aayi jaise yad purani
O yad purani
Tumne liya aaj dil mera
Aaj ki rang bhari sham ne
Hum bhi hai tum bhi ho
Dono hai amne samne

Tune mujhko sankha tha begana
Lekin tumko maine hi pahchana
Tune mujhko sankha tha begana
Lekin tumko maine hi pahchana
Hai pahchana
Mil gayi manjile rah hasi khul gayi samne
Hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne samne
Tu jo kahde mai teri ho jau
Khoyi khoyi aankho me kho jau
Tu jo kahde mai teri ho jau
Khoyi khoyi aankho me kho jau
Haye kho jau
Tumne ye kya kiya log dil ko lage thamne
Dekhlo kya asar kar diya pyar ke nam ne
Hum bhi hai tum bhi ho
Dono hai amne samne...

Song Details
Movie
Jis Desh Men Ganga Behti Hai
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Jis Desh Men Ganga Behti Hai

Aa Ab Laut Chalen
Begaane Shaadi Mein Abdullah Deewana
Ho Maine Pyar Kiya
Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title)
Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Mera Naam Raju
O Basanti Pawan Pagal
Pyar Kar Le

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Dekho Na Jao (Boy Friend)
Salam Aap Ki Meethi (Boy Friend)