Dil Gham Se Jal Raha Hai from Shama Movie (Ghulam Mohammed)

Dil gham se jal rahaa hai jale, par dhuan na ho
Dil gham se jal rahaa hai jale, par dhuan na ho
Mumkin hai iske baad koi, imtehaan na ho
Koi imtehaan na ho
Mumkin hai iske baad koi, imtehaan na ho
Koi imtehaan na ho

Duniyaa to kyaa, khudaa se bhi ghabaraake kahe diyaa
Duniyaa to kyaa, khudaa se bhi ghabaraake kahe diyaa
Ghabaraake kahe diyaa
Woh maherabaan nahin, to koi maherabaan na ho
Koi maherabaan na ho
Dil gham se jal rahaa hai jale, par dhuan na ho

Loota khushi ne, aag lagaa di bahaar ne
Loota khushi ne, aag lagaa di bahaar ne
Aag lagaa di bahaar ne
Barbaad is tarha bhi kisi kaa jahaan na ho
Kisi kaa jahaan na ho
Dil gham se jal rahaa hai jale, par dhuan na ho

Ab to wahin sukoon milegaa mujhe jahaan
Ab to wahin sukoon milegaa mujhe jahaan
Milegaa mujhe jahaan
Ye sang dil zameen na ho, aasmaan na ho
Aasmaan na ho
Dil gham se jal rahaa hai jale, par dhuan na ho...

Song Details
Movie
Shama
Artist
Ghulam Mohammed
Music Directory
Ghulam Mohammed
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Kaifi Azmi

Other Lyrics from Shama

Aap Se Pyar Hua Jata Hai
Dharakte Dil Ki Tamanna
Dil Gham Se Jal Raha Hai
Insaaf Tera Dekha
Is Jurm Karke Humne
Mast Aankhon Mein
Mere Mehboob Tujhe Pyar Karu
Woh Sadgi Kahe Isse
Yaas Ke Dhar Pe Jhuka Jata Hai Sar Aaj Ki Raat

Other popular Lyrics by Ghulam Mohammed

Chal Diyaa Kaarwaan (Laila Majnu)
Chali Pee Ke Nagar (Mirza Ghalib)
Mohabbat Ki Dhun Bekarar (Dil-E-Nadaan)
Aah Ko Chahiye Ek Umar (Mirza Ghalib)
Aankhon Mein Hai (Laila Majnu)
Duniya Jawan Hai (Rail Ka Dibba)
Chhum Chhama Chhum (Rail Ka Dibba)
Yeh Raat Suhani Raat Nahi (Dil-E-Nadaan)
Leejo Babul Humara Salaam Re (Dil-E-Nadaan)
Bhagwan Teri Duniya Me (Rail Ka Dibba)